S@N@ KH@N
07-26-2010, 01:19 PM
Muhabbat "Phool" hai sunlo !!
kaho tu "Phool" ban jaon,
Tumhari Zindagi ka ik
haseen"Asool" ban jaon,
Suna hai rait pe chal ker
Tum aksar mehak jatay ho,
kaho tu ab ki baar main
Zameen ki "Dhool" ban jaon,
Bohat nayaab hotey hain
jinhen Tum apna kehte ho,
Ijazat do k main bhi
iss qadar "Anmol" ban jaon.
kaho tu "Phool" ban jaon,
Tumhari Zindagi ka ik
haseen"Asool" ban jaon,
Suna hai rait pe chal ker
Tum aksar mehak jatay ho,
kaho tu ab ki baar main
Zameen ki "Dhool" ban jaon,
Bohat nayaab hotey hain
jinhen Tum apna kehte ho,
Ijazat do k main bhi
iss qadar "Anmol" ban jaon.