FarazAli
07-25-2010, 01:14 PM
http://img34.imageshack.us/img34/9579/2760779svb6o7mq58ffff.gif
Paani Aankh Me Bhar Kar Laya Jaasakta Hai
Ab Bhi Jalta Shaher Bachaya Jaa Sakta Hai
Ek Mohabbat Aur Woh Bhi Naa Kaam Mohabbat
Laikin Iss Se Kaam Chalaya Jaa Sakta Hai
Dil Par Paani Peene Aati Hain Umeedein
Iss Chashme Me Zaher Milaya Jaa Sakta Hai
Mujh Gumnam Se Puchte Hain Farhad Wo Majnu
Ishq Me Kitna Naam Kamaya Jaasakta Hai
Phataa Poorana Khawab Hai Phir Bhi Ruby
Issme Apna Aap Chupaya Jasakta Hai
http://img191.imageshack.us/img191/4418/aaaaz.gif