LAMS
07-22-2010, 06:24 PM
phir chak e zindage ko rafu gar mila kaha
jo zakham aek bar khula phir sila kaha
kal rat aek ghar men bari roshni rahi
tara mere naseeb ka tha aur khila kaha
utri hai meri ankh men khabon ki motiya
tute ga roshni ka bhala silsila kaha
bin aks aine ka hunur bhi na khul saka
dukh kay bagher kalb o nazar ko jila kaha
tark e taluqaat ka koi sabab to tha
sunne ka mere dil men magar hosla kaha
perveen shakir
jo zakham aek bar khula phir sila kaha
kal rat aek ghar men bari roshni rahi
tara mere naseeb ka tha aur khila kaha
utri hai meri ankh men khabon ki motiya
tute ga roshni ka bhala silsila kaha
bin aks aine ka hunur bhi na khul saka
dukh kay bagher kalb o nazar ko jila kaha
tark e taluqaat ka koi sabab to tha
sunne ka mere dil men magar hosla kaha
perveen shakir