!«╬Ĵamil Malik╬«!
07-13-2010, 11:58 AM
Mujh say ruthay ga jab wo tou mujhay rula dai ga
Phir khud hi apni shrarton say mujhay hansa dai ga
Udas hoon to ji karta hai kay us k kandhay par sar rakh don
Mujhay yaqin hai aik wohi mujhay hosla dai ga
Us roz main zindagi say hi ruth jaon shayed
Jis roz who mujhay apnay dil say bhula dai ga
Uski baton pe is qadar mujhay kyun pyar aata hai
Ye mera pyar usay aik din bohat maghroor bana dai ga
Qadar uski meri tarha na koi kar pai ga
Khud waqt usay aik din yeh baat samjha dai ga.