Ghuncha
07-11-2010, 02:47 AM
Woh shaks bhi kitna ajeeb tha
Mujhe mohabbat sika kar chala gaya
Betha k mujko urooj par zaamin pe woh gira gaya
Woh shaks kitna ajeeb tha*
Woh Wadaa wafa k karta tha aaj wado ko hi tor gaya
Woh rooz sham mujko hasata tha raat ki tanhai ma rula gaya
~woh shaks bhi kitna ajeeb tha
Woh aaj bhi milta hai raste ma woh hasta hai to dil jalta hai
Ye dil hai k aaj bhi us pe marta hai usse hi mohabbat karta hai
Woh shaks bhi kitna ajeeb hai.......