Log in

View Full Version : kuch is tarha sey.......


s_sableo
11-28-2008, 12:29 PM
Kuch is tarah say
Kuch is tarah say usy pyaar krna parta hai
K apny pyaar sy Inkar karna parta hai
Kahbi kahbi to wo itna qareeb hota hai
K apny ap ko dewaar krna parta hai
Khuda ne usko Ataa ki hain wo maseehaie
K khud ko jaan k bemaar krna parta hai
Wafa ki raah ma dushwariya to aati hain
Wafa ki raah ko hamwaar krna parta hai
Wo hath rakh k mere dil pay jab pochta hai
To mujko dard say Inkar krna parta hai

A L i
11-28-2008, 12:58 PM
very Nice

Hussain
11-29-2008, 03:21 PM
wah wah

momal ali
11-29-2008, 04:42 PM
:thumbsup: bohat khoob chachu

Da Only Ruler !!!
11-29-2008, 04:47 PM
very Nice

Ali jee
11-29-2008, 06:50 PM
very nice ..............

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.