M A H i
07-10-2010, 11:52 AM
Neend ankhon mein musalsal nahi honay deta,
Woh mera khuwaab mukamal nahi honay deta!
Aankh k sheesh-mehal mein woh kisi bhi lamhay,
Apni tasveer ko ojhal nahi honay deta!
Raabta bhi nahi rakhta hai sar-e-wasal koi,
Or Ta'aluq bhi mo'atal nahi honay deta!
Dil yeh kehta hai usay laut k ana hai yahein,
Yeh dilasa mujhay pagal nahi honay deta!