Fajar
06-26-2010, 10:01 PM
Suno tum say zaroori baat karni hai
Samandar k kinaray par challay aoo bahanay say
Mujhay tum par bhrosa hai
Tumhain mujh par bhrosa hai
Mujhay tum say mohabat hai
Tumhain mujh say mohabat hai
Magar ye b hakeekat hai
Hamaray darmian jab b milnay ki baat hoti hai
kabhi main taal daita houn kabhi tum rooth jati ho
Hai aisa iss liye shayed
Tumhain main pa nhi sakta
Mujhay tum kho nahi sakti
Chalo ajj phir ham dono
Samandar main utar jayen
Mohabat ki kahanii ko
Ajall k nam kar jayen
Samandar k kinaray par challay aoo bahanay say
Mujhay tum par bhrosa hai
Tumhain mujh par bhrosa hai
Mujhay tum say mohabat hai
Tumhain mujh say mohabat hai
Magar ye b hakeekat hai
Hamaray darmian jab b milnay ki baat hoti hai
kabhi main taal daita houn kabhi tum rooth jati ho
Hai aisa iss liye shayed
Tumhain main pa nhi sakta
Mujhay tum kho nahi sakti
Chalo ajj phir ham dono
Samandar main utar jayen
Mohabat ki kahanii ko
Ajall k nam kar jayen