Ghuncha
06-26-2010, 04:55 PM
Be sabab chor dya tum ne koi ilzam dia hota
Meri khamosh muhabat ko koi naam dia hota
Mai mar kyu na gya teri narazgi se pehle
Mujhe chorna tha to koi laqb-e-badnam dia hota
Main umar bhar ke liye nahi kehta ke mera sath do
Bas jeene ko koi dilasa kisi shaam dia hota
Tumhein pane ki talab mein kitna roya dil-e-muntazar
Raat bahr jagne ki ibadat ka koi inaam dia hota
Agar hum na the teri wafa k qabil a wasi
Hm mr hi jate agr zehr ka jam dia hota...