Ghuncha
06-26-2010, 04:48 PM
[MÄIN OR MERI AWARGI]
Hum bhi kabhi abaad thay,
Aisay kahan barbaad thay,
Be-fikar thay, azaad thay,
Masrøør thay, dilshaad thay,
Wø chaal aisi chal gya,
Hum bujh gaye, dil jal gya
Niklay jala k apna ghar,
MAIN AUR MERI AAWARGI
Ye dil hi tha jø seh gya,
Wø baat aisi keh gya,
Kehnay kø phir kya reh gya,
Ashkøn ka dariya beh gya,
Jab keh k wø dilbar gya,
Teray liye main mar gya,
Røtay hain us kø raat bhar,
MAIN AUR MERI AAWÄRGI.
Hum bhi kabhi abaad thay,
Aisay kahan barbaad thay,
Be-fikar thay, azaad thay,
Masrøør thay, dilshaad thay,
Wø chaal aisi chal gya,
Hum bujh gaye, dil jal gya
Niklay jala k apna ghar,
MAIN AUR MERI AAWARGI
Ye dil hi tha jø seh gya,
Wø baat aisi keh gya,
Kehnay kø phir kya reh gya,
Ashkøn ka dariya beh gya,
Jab keh k wø dilbar gya,
Teray liye main mar gya,
Røtay hain us kø raat bhar,
MAIN AUR MERI AAWÄRGI.