Ghuncha
06-24-2010, 10:38 PM
Wo kehti hay suno jana mohabbat maoum ka ghr hay tapish ye bad_gumani ki kahin pighla na day is ko!!!
Main kehta hoon,
k jis dil main zara b bad_ghumani ho wahan kuch aur ho na ho mohabbat ho nh sakti!
Wo kehti hay sada aise he kiya tm mugh ko chaho gay?
K main is ma kami bilkul gawara kr nh sakti
ma kehta ho mohabbat kiya ha ye tm nay sikhaya hay mughay tm say mohabbat k siwa kuch b nh ata!
Wo kehti ha btaou kiya meray bin jee sakogey tum?
Meri btain meri yadain bhula do gay
Main kehta ho kbi is bat par soucha nh main nay agr aik pal ko b souchon to sansay ruknay lagti hain!
Wo kehti ha tmhay mugh say is qadr mohabbat q hain k main 1 aam c larki tmhay q khas lagti hoon
Main kehta hoon kbi khud ko meri ankhon say tm dekho meri diwangi kiya ha ye khud hi jan jaougi !
Main kehta ho ye sub btain sirf aik fasana ha k pal kuch zndagani k tmhary sath guzar jaiey phr us k bad khamoshi ka dil kush rak hota ha