FarazAli
06-23-2010, 10:12 PM
Roya hai dil aankh muskurai hai
yunhi hum ne wafa nibhai hai,
jo na ek lamha bhi humein de paye,
uski khatir hum ne saari umar gavai hai...
Kash Tu samaj paata k pyaar kitna hai,
Ose jataane me dard itna hai,
Log ikrar karke bhi aasu bahaaya karte hai,
Hum izhaar kiye bina khoon se nahaaya karte hai,
Kash Tu samaj paata
Ae dil unki yaad mein rona fizul hai,
ansu anmol hai, inko khona fizul hai,
Rote uske liye hain jo tum pe nisar ho,
uske liye kya rona jiske ashiq hazaar hon
Khushi milee to kayee dard mujh se rooth gaye.....
yaro dua karo main phir se uddas ho jaoon...... !
khuda se bus ed duwa hai
beshak mere naseeb me andhere likhde
magar us ka daman
roshan kirno se bharde
mere muqaddar me woh ho na ho
magar us ke naseeb me
mujhe likh de
Phir na simtey gi agar dosti bikhar jay gi.
Zindagi zulf nahee phir sa sanwar jay gi.
Jo khushi dey apko tham lo hath uska.
Zindgi ro k nahee huns k guzar jay gi.