Fajar
06-10-2010, 09:44 PM
Kisi ko mil jaye wafa naseebon ki baat hai
Koi rota rahay tanha naseebon ki baat hai
Kisi ko chahana khud say bhar kar
Na ban sakay wo apna naseebon ki baat hai
Koi kisi ki yaad main roya karay bouhat
Koi karay na prawa naseebon ki baat hai
Apni jan b war daita hai kisi par koi
Phir b rahay koi khafa naseebon ki baat hai