FarazAli
06-09-2010, 10:40 PM
Aafiyat ko bhool
betha fikr-e-duniya
k EVAZ
Maut ka hamla
achanak bekhabar
kesa laga?
Hanste hanste tu
ne duniya may guzar
di zindagi
Ab naya zer-e-
zamin yeh tang ghar
kesa laga?
Dafan ker k QABAR
may sab berukhi se
chal diye
Jis se tu Maanoos
tha ab woh BASHAR
kesa laga?
Tu hansa kerta
tha Auron ko
pareshan dekh ker
Chal diya apno ko
rota chor ker kesa
laga?
Ab na woh takya
MULAIM or na
bister-e-MAKHMAL
Jism per 2 gaz
KAFAN,MITTI pe sar
kesa laga...?
betha fikr-e-duniya
k EVAZ
Maut ka hamla
achanak bekhabar
kesa laga?
Hanste hanste tu
ne duniya may guzar
di zindagi
Ab naya zer-e-
zamin yeh tang ghar
kesa laga?
Dafan ker k QABAR
may sab berukhi se
chal diye
Jis se tu Maanoos
tha ab woh BASHAR
kesa laga?
Tu hansa kerta
tha Auron ko
pareshan dekh ker
Chal diya apno ko
rota chor ker kesa
laga?
Ab na woh takya
MULAIM or na
bister-e-MAKHMAL
Jism per 2 gaz
KAFAN,MITTI pe sar
kesa laga...?