Fajar
06-09-2010, 06:43 PM
Main kaisay shikwa karoon wo nadan hain bouhat
Udass kar mujhay khud be preshan hain bouhat
Kahnay ko wo mere kareeb hain bouhat
Faslay ab tak hamaray darmian hain bouhat
Main na b chahoon tou chlli atti hain
Tumari yadyen ham par maharban hain bouhat