!«╬Ĵamil Malik╬«!
06-09-2010, 10:54 AM
na pooch mujh say lazzat khanma barbaad rahnay ki
nasheman sainkro'n bana kar main nay phoonk dalay hain
lo aaj hum dad-e-safar pa hi gaye
lo aaj hum dhoka-e-nazar kha hi gaye
lo aaj hum ne bhi haar ka maza chakh liya
tere munsif hune ke sabab hum shikast pa hi gaye