Ghuncha
06-07-2010, 05:49 PM
Ay Kaash K aisa hojay
Jisay Chaha Tum nay har Lamha
Jisay Socha Tum nay har Lamha
Wo Shakhs Tumhara hojay
Tum jis say Mohabbat karty ho
Jisay Dn main Kho kar
Khud say bhi Kinara karty ho
In Tanha Tanha Raaton main
Tum jisko Pukara karty ho
Wo Shakhs Tumhara hojay
Ay Kaash k aisa hojay.
Jisay Chaha Tum nay har Lamha
Jisay Socha Tum nay har Lamha
Wo Shakhs Tumhara hojay
Tum jis say Mohabbat karty ho
Jisay Dn main Kho kar
Khud say bhi Kinara karty ho
In Tanha Tanha Raaton main
Tum jisko Pukara karty ho
Wo Shakhs Tumhara hojay
Ay Kaash k aisa hojay.