Ghuncha
06-06-2010, 03:45 PM
"Emaan walon k dil ALLAH k zikar se sukon hasil karte hain
or yaad rakho
sakon-e-dil tu sirf ALLAH ki yaad main hai."
(Surah Al-Raad : 28) Juma mubrak
SADQA jab insan apnay haath say nikalta hai to....
SADQA us waqt 5 jumlay kehta hai...
(1) Mein faani maal tha tu ny mujhy baqa dy di.
(2) Mein tera dushman tha ab tu ny mujhy dost bana liya.
(3) Aaj sy pehly tu meri hifazat krta tha ab mein teri hifazat karon ga.
(4) Mein haqeer tha tu ny mujhy azeem bana dia.
(5) Pehly mein tery hath main tha ab mein ALLAH k hath mein hun.
JAZAK ALLAH