zaib khan
11-18-2008, 07:29 PM
Mujhay tum say yeh kahna tha!!
tumhain itna batana tha!!
Abhi to kuch nahii badla,
Abhi Sub pahlay jasa hay..
Abhi jugnu Nahii roothay..
Abhi taray nahii Tutay..
Abhi tum yaad aatay ho..
Abhi Aansu nahii Sukhay..
Abhi Anchaal Dhalakta hay
Abhi tak rung Nahii Ruthay..
mujhay tum say yeh kahna tha!!
tumhain itna batana tha!!
Shamain Sarad ho jain..
Ruhain Jalnay lagti hain.
Log Door ho jain..
Muhabaat Marnay lagti hay..
Tumhain yun yaad karnay say,
Mujhay Vehshat si hoti hay..
Tumharay Qurab ki Khawahish..
Dil main phir sulagti hay..
Abhi Sub pahlay jasa hay..
Asay Mossam Main Ghar say,
Akalay Jaya nahii kartay..
jO Rasta Tanha kar day,
UsSay Apnaya nahii kartay..
Jo batain kehna zaruri hon..
Unhain Chupaya nahii kartay!
Dard Had say guzar jay..
Yeh Waqat laya nahii kartay..
MUHABBAT KARNAY WALON KO AZMAYA NAHII KARTAY!!!
tumhain itna batana tha!!
Abhi to kuch nahii badla,
Abhi Sub pahlay jasa hay..
Abhi jugnu Nahii roothay..
Abhi taray nahii Tutay..
Abhi tum yaad aatay ho..
Abhi Aansu nahii Sukhay..
Abhi Anchaal Dhalakta hay
Abhi tak rung Nahii Ruthay..
mujhay tum say yeh kahna tha!!
tumhain itna batana tha!!
Shamain Sarad ho jain..
Ruhain Jalnay lagti hain.
Log Door ho jain..
Muhabaat Marnay lagti hay..
Tumhain yun yaad karnay say,
Mujhay Vehshat si hoti hay..
Tumharay Qurab ki Khawahish..
Dil main phir sulagti hay..
Abhi Sub pahlay jasa hay..
Asay Mossam Main Ghar say,
Akalay Jaya nahii kartay..
jO Rasta Tanha kar day,
UsSay Apnaya nahii kartay..
Jo batain kehna zaruri hon..
Unhain Chupaya nahii kartay!
Dard Had say guzar jay..
Yeh Waqat laya nahii kartay..
MUHABBAT KARNAY WALON KO AZMAYA NAHII KARTAY!!!