Shaam
05-27-2010, 02:20 PM
bahut kathore ho tum....
mei nei us ko muskura kar karha tou wo hans di. me ek tik bandhey dekhta raha. beniyaaz ass pass ke logo sei. her guzartey pal sei laparwa sa. us ki hansi me gum tha. wo thi bhi aisy
dhanak rango jaisy
khushnuma pholo ki tazgi
barfeeli chotio ki manind chamakti hooi
chandni ki thandak
aghosh ki hararat
sab sei juda batein
kabhi izhar karti thi tou lagta tha ke jaisey poora chand badlo sei jhank raha hai. tanz bhi karti thi tou aisey ke mei ghanto nazrein nahi mila pata tha. her roop me alag her andaz mei juda.
Meher maan jao ke tum chahti ho mujhey bahut: me nei us ki khoobsoorat ankho mei jhanktey huway kaha
nazar ata hai chahra mujhey apna is mei. tum kio is tarha sei meri her jazbey ka inkar kardeiti ho.
Absar!: wo phir ek dilrubai sei muskuraai: mei nei kabhi kaha. jo rasta mera nahi mei kio us pei chaloo
merie kahnei sei na kahnei sei kuch nahi hoga. yah nahi hosakta.
ch, mei aur uljh gaya
yaar kio!!! ok choro... maanjao gi ek din janta hoo
aur phir ek khoobsoorat hansi!!!!!!
mei nei bhi sarei uljhey khayalo pei lanat bheji aur us ki zaat mei gum hogaya.
jo pal so gharyaan guzar raha tha unsei mehroom nahi hona chahta tha....
wo ittifaaqia mujhey milgai thi. mei pholo ka ashiq. rango se pyar tha mujhey. alfaz ke jadoo me khona aur gum kardeina ata tha. us ko yah sab acha laga ya pata ahi per wo mujhse kareeb hoti gai.
Absar tum qabil e aitbaar tou nahi : wo akser kahti mujhsei
azmaish pei us ki akser poora nahi utarta tha me. lekin har baar haar janei kei baad. mujhey us sei aur muhabbat hojati
her baar aisa lagta tha jaisey wo wo meri zindagi ka hisa banti jarahi hai her baar pahlei sei kareeb
pahlei sei shiddat sei chahhnei laga tha me .
Absar tum is ko muhabbat na kaho: pata nahi wo shayed kudh uljhan ka shikar thi meri tarha: yah unsiyat hai mei nahi hongi tou tum kudh hi samhal jao gei: wo jab jab yah kahti mujhey shadeed gussa ata.
aaj tum nahi ho Meher lekin dekho mei nahi samhal paya. wo her lafz her baat her guzra pal
wo tamaam batein yadein isi tarha sei hain simti hooi dil me
is tarha bhi koi jata hai bina kahei kuch
mei yahi hoo intizar me meher
karta rahooga
mei janta hoo tum aaogi
tum itni bhi kathore nahi .....