Ghuncha
05-25-2010, 07:11 PM
Sab Ye SamJHty Hain k Laga Rakhi Hai Khushboo Mein NE,,,!
"Teri" Yaadon SAY Mehekta Hon Koi kiya Janay,,,!!!
,
Rasta kaat k her baar guzar jata hai
Jesay pardes mei tehwaar guzar jata hai
Zindgi ishq mei youn guzri apni
Jesay bazar se khareidaar guzar jata hai.
"Teri" Yaadon SAY Mehekta Hon Koi kiya Janay,,,!!!
,
Rasta kaat k her baar guzar jata hai
Jesay pardes mei tehwaar guzar jata hai
Zindgi ishq mei youn guzri apni
Jesay bazar se khareidaar guzar jata hai.