Ghuncha
05-23-2010, 07:18 PM
Mai tou gum tha kisi gumaan mai,
Sukoon dhunta tha saamaan mai,
Jo khud ko dhunda jahaan mai,
Mila apna aap QURAN mai,
Mai neend mai tha k khuwaab mai,
Jaga diya Is KITAAB ne,
Mai phirne laga dar badar,
Na jaanay kya hoga mera hashar,
Kaha RAB ne na tu itna darr,
Khula hua hai TAUBA ka dar,
Jhuka de aake apna SAR,
Aur paa le JANNAT mai apna ghar!
Sukoon dhunta tha saamaan mai,
Jo khud ko dhunda jahaan mai,
Mila apna aap QURAN mai,
Mai neend mai tha k khuwaab mai,
Jaga diya Is KITAAB ne,
Mai phirne laga dar badar,
Na jaanay kya hoga mera hashar,
Kaha RAB ne na tu itna darr,
Khula hua hai TAUBA ka dar,
Jhuka de aake apna SAR,
Aur paa le JANNAT mai apna ghar!