humaa
11-17-2008, 04:04 PM
Suno...
zindagi apni hans k baser kerna..
nafraton k raaste per na safer kerna..
wafa na ho to mohabbat adhori hai..
mohabbat k safer main wafa ki fiker kerna..
zamana jitna b ho humdard tumhara..
zamane ko na shareek e safer kerna..
mohabbat her kisi ka muqaddar nhi hoti..
mile jo mohabbat uski qadar kerna..!!!
zindagi apni hans k baser kerna..
nafraton k raaste per na safer kerna..
wafa na ho to mohabbat adhori hai..
mohabbat k safer main wafa ki fiker kerna..
zamana jitna b ho humdard tumhara..
zamane ko na shareek e safer kerna..
mohabbat her kisi ka muqaddar nhi hoti..
mile jo mohabbat uski qadar kerna..!!!