Ghuncha
05-16-2010, 04:29 PM
Aj ki pyari baat
Allah ta'ala ne farmaya :
" Agr Mene tamam baaten qismat men likhni hoti to men apne bande ko DUA mangna na sikhata"
Karon kyun na hamdo sana us "KHUDA" ki,
K jis ny mujhy har khushi ata ki.
Kia darguzar meri har khata ko,
Yun mujh par "MEHRBANI" ki inteha ki.
Main karta rahon ga tera shukar mola,
Meri zindagi ny jb tak "WAFA" ki.
Mujhy hai bari aas Bakhshish ki us sy,
Reham karna sifat hai mere "ALLAH"ki.
Allah ta'ala ne farmaya :
" Agr Mene tamam baaten qismat men likhni hoti to men apne bande ko DUA mangna na sikhata"
Karon kyun na hamdo sana us "KHUDA" ki,
K jis ny mujhy har khushi ata ki.
Kia darguzar meri har khata ko,
Yun mujh par "MEHRBANI" ki inteha ki.
Main karta rahon ga tera shukar mola,
Meri zindagi ny jb tak "WAFA" ki.
Mujhy hai bari aas Bakhshish ki us sy,
Reham karna sifat hai mere "ALLAH"ki.