Ghuncha
05-08-2010, 05:00 PM
Barishon k Mosam Mein
Waqt k Andheiron Mein
Me Ne Us se pocha tha
Chor To Na Jao Ge
Hath Tham kar Us Ne
Kan Mein ye Bola Tha
Kese Chor sakti Hon!
Tum To Jan Ho Meri!
Or Aaj Aisa Hai
Waqt ki Tamazat Mein
Wehshaton k Musam Mein
Mein Ne Us Se Pocha Hai
Chor kar hi jana Tha
Muskurati Galiyon Mein
Aas Kyun Dilai Thi?
Piyas Kyun Jagaai Thi?
Mere in sawalon pe
Chalte chalte wo Boli:
Mosamon Ki Aadat Hai
'WAQT PAR BADAL JANA'.
Waqt k Andheiron Mein
Me Ne Us se pocha tha
Chor To Na Jao Ge
Hath Tham kar Us Ne
Kan Mein ye Bola Tha
Kese Chor sakti Hon!
Tum To Jan Ho Meri!
Or Aaj Aisa Hai
Waqt ki Tamazat Mein
Wehshaton k Musam Mein
Mein Ne Us Se Pocha Hai
Chor kar hi jana Tha
Muskurati Galiyon Mein
Aas Kyun Dilai Thi?
Piyas Kyun Jagaai Thi?
Mere in sawalon pe
Chalte chalte wo Boli:
Mosamon Ki Aadat Hai
'WAQT PAR BADAL JANA'.