- ѕΙıΙм .. ѕΙıΙм -
05-07-2010, 08:34 PM
Tere Utaaray Huy Din ..
Tnagay Hain Lawn Main Ab Tak ...
Na Wo Puranay Huy Na Un Ka Rang Utraa ..
Kahin Say B Koi Sewn Abi Tak Nh Udhri ...
Ilaichee K Bht Pass Rakahay Pathar Par ..
Zara C Jaldi Sirak aaya Karti Ha Chaon ..
Zara Sa Aur Ghana HO Gya ha Wo Pauda ..
Men Thora Thora Wo Gamla Hataata Rehta HOn ..
Faqeera .... Ab B Meri Wohi Cofee Deta HA ...
Galehrrion Ko Bula Kar Khilaata HOn Biscuites ..
Galehrian Muje Shak Ki Nazar say Dekhti Hain ..
Wo Tere Haton ka Mass Janti Hon Ge ... !
Main Scarf Galay Se Utaar Deta HOn ...
Tere Utaaray Huy Din Pehan Kr MAIN Ab B Teri ..
Mehak Main Kai ROZ Kaat Deta HOn ...
Tere Utaaray Huy Din Tangay Hain Lawn Main Ab Tak ..
Na Wo Puranay Huy ..
Na Un Ka Rang Utraa ........ !!!