Janeeta
11-15-2008, 12:58 AM
Dekh teri mohabbbat ney kya se kya kar dikhaya hai....
Ek seedhe saaadhe se larki ko aaj Shayar banaya hai.....
Jiska na tha talluk kabhi is Dunia ke Dard-O-Gum se.....
Aaaj tune use Lafzon ki bhasha se Maut ka Manzar dikhaya hai......
Wah Kya Khoob hain yeh Mahobbat ki Manzilein.............!!!!!!!!!!!!