Ghuncha
05-02-2010, 09:03 PM
{GHAZAL}
Meri rooh niklne wali hogi,
Meri sans bikharne wali hogi.
Phir daaman zindgi ka chutay ga,
Dhaga sans ka bi tutay ga.
Phir wapis hum na aaien gey,
Phir hum se koi na roothay ga.
Phir ankhon me noor na hoga,
Phir dil gham se choor na hoga.
Us pal tum hum ko thamo gey,
Hum se dost apna mango ge.
Phir hum na kuch bi bolien gey,
Ankhen bi na kholien gey.
Us Pal tum ro do gey,
BAS PHIR TUM HUM KO KHO DO GEY,
BAS PHIR TUM HUM KO KHO DO GEY .
Meri rooh niklne wali hogi,
Meri sans bikharne wali hogi.
Phir daaman zindgi ka chutay ga,
Dhaga sans ka bi tutay ga.
Phir wapis hum na aaien gey,
Phir hum se koi na roothay ga.
Phir ankhon me noor na hoga,
Phir dil gham se choor na hoga.
Us pal tum hum ko thamo gey,
Hum se dost apna mango ge.
Phir hum na kuch bi bolien gey,
Ankhen bi na kholien gey.
Us Pal tum ro do gey,
BAS PHIR TUM HUM KO KHO DO GEY,
BAS PHIR TUM HUM KO KHO DO GEY .