Ghuncha
04-30-2010, 08:02 PM
@!ANMOL MOTI@
Kisi dost ko kbi fazul mt samjho.
kiyon k jo darakht phal nhi deta wo saya zarur deta hay.
Hazrat ali (R A)
......6 AAHADEESS......
1-Jo shakhs har waqt
bawuzu rahega
ALLAH uski rozi
kushada farmaaye ga.
2-ALLAH ki khushi
bap ki khushi me ALLAH ki narazgi bap ki nrazgi me hai.
3-Sood aur haram kamai khaney wale ki dua qabool nhi hoti.
4-Jis ne apni namazon ki fikar chordi ALLAH ne uski fikr chordi.
5-Hr Farz Namaz k bad AAYAT-UL-KURSI parhney wale aur janat ke drmyan sirf maut hai.
6-ALLAH us shaks
ko abad krta hai jo hadees sun kr dosron tk pohnchaey...