PDA

View Full Version : "sunnat-e-fajr ki fazeelat"


Ghuncha
04-30-2010, 12:57 AM
(DUA)
Koi zabt de na jalal de
Mujhe sirf itna kamal de
Me her aik ki sada banun
K zamana meri misaal de
Teri rehmaton ka nazool ho
Meri mehnaton ka sila mile
Mujhe maal o zar ki hawas na ho
Mujhe bus tu rizq e halal de
Mere zehen me Teri fikr ho
Meri saans me Tera zikr ho
Tera khouf meri nijaat ho
Sabhi khouf dil se nikal de
Teri bargaah me Ay Khuda meri roz o shab hai yehi dua
Tu Raheem hai Tu Kareem hai
Tu sabhi balaa'on ko tal de...Aamin
Suma Amen Ya Rablalamen

























"SUNNAT-E-FAJR KI FAZEELAT"
Kisi ny HUZOOR SALLALLAHO ALAIHI WASALLAM sy pucha:
"koi aisa AMAL(KAAM)Btaeyay k jis sy ALLAH mujhay NAFAA(faida)day,
IRSHAD FARMYA:
Fajar ki 2 sunnaton ko LAAZIM KRLO(ZAROOR PARHO),IN KI BOHAT FAZEELAT HAI.(TIBRANI)
Copied: BAHAR-E-SHARIAT J#1,PG#304
jazakAllah

!~*AdOrAbLe*~!
04-30-2010, 06:00 AM
jazakallah

Ghuncha
04-30-2010, 07:34 PM
jazakallah

Thanks ....

!«╬Ĵamil Malik╬«!
04-30-2010, 08:38 PM
Jazak allah

Ghuncha
05-01-2010, 01:42 PM
Jazak allah

Thanks ....

~ Sanam Khan ~
06-05-2011, 08:49 PM
NiCe ..Fankx fO Sharin !!

Ghuncha
06-14-2011, 03:54 PM
Thanks ....

Owi
08-24-2011, 06:48 PM
Jazak-Allah
Thankx For Shairing

Abewsha
08-29-2011, 05:19 AM
wow MashaALLAH nice info....JazakaALLAH

*NRB*
10-18-2011, 12:19 AM
Jazak allah

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.