SHAYAN
04-28-2010, 12:17 AM
Humne Aaj Gham Se Rishta Bana Liya
Khushiyon Ko Chor Kar Ise Apna Bana Liya
Veeraniyon Mein Abtak Guzari Hai Zindagi
Khamoshiyon Ko Maine Muqaddar Bana Liya
Maayoos Hokar Aaj Apni Tanha Zindagi Par
Ro Roke Maine Sehra Ko Samandar Bana Liya