Ghuncha
04-27-2010, 04:21 PM
Seeny se hmare kahin Emaan hai ghayab,
Muslim hain ya kafir yehi pehchan hai ghayab,
Dunya ki lazzaton me bas mashghol hain hum sab,
Or dil se RAB--PAK ka farman hai ghayab,
Hum samney kaise jayn ge ALLAH k,
Jab akhrat ka sabhi Saman hai ghayab..