fog
04-25-2010, 01:05 PM
Ho k sharminda gunahon se kabhi sir jhuka to sahi
wo kare ga maaf tuje do ashk baha to sahi
rhe gi chandni qabar may bhi saath taire
tu uski yaad ko dil se laga to sahi
na rhe ga tu muhtaaj kabhi kisi ka
kia hay jo khuda se aihad wo nibha to sahi
wo hay ghafoor_o_raheem sunta hay dua sab ki
arey nadan apne haath utha k daman phaila to sahi