Úƒƒƒ
04-24-2010, 05:56 PM
Gile fizool thhey ahad-e-wafa ke hote hue
so chup raha sitam-e-naarava ke hote hue
ye qurbato’n mein ajab faasle pade ki mujhe
hai aashnaa ki talab aashnaa ke hote hue
wo hilaagar hain jo majbooriyaa’n shumaar karein
chiraag humne jalaaye hawa ke hote hue
kise khabar hai ki kaasaa-ba-dast phirte hain
bahot se log saro’n par huma ke hote hue
‘Faraz’ aise bhi lamhein kabhi-kabhi aaye
ki dil girifta rahaa dilruba ke hote hue
img195.imageshack.us/img195/1862/00ei050qv6c.jpg
Ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya na karo
mujhse bikhre hue gesu nahi’n dekhe jaate
surkh aankho’n ki qasam kaanpti palako’n ki qasam
thar-tharaate hue aansu nahi’n dekhe jaate
ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya na karo
chhoot jaane do jo daaman-e-wafa chhoot gaya
kyun ye lagzeeda kharaami ye pashemaa’n nazri
tumne toda nahi’n rishta-e-dil toot gaya
ab tum aagosh-e-tasavvur mein bhi aaya
http://img341.imageshack.us/img341/1844/2lmtkyd.jpg
:very-mad::1: