§~|~µð€η~|~547
04-21-2010, 04:58 PM
muddat k ba'ad dekha usay badla hua tha wo
najany ki hadsa hua, sehma hua tha wo
***
mujhy dekh kar usny chehra to chupa lia
magar ankhein bata rahi thein k roya hua tha wo
***
uski ankhon mein dekh kar mehsus hua mujhy
meri tarah kisi soch mein doba hua tha wo
***
uski sony jaisi rangat zarad parr gae thi
jaisy kisi k piyar mein jala hua tha wo
***
qurban jaon us shakhs pe mein
yad mein jis ki khoya hua tha wo...!!!