Ghuncha
04-21-2010, 01:02 AM
Reza-e-kanch ki soorat mein bikhar jata hoon,
Main teri yaad mein jab had sy guzar jata hoon.
Ab gurezaan hy wo milny se jo kehta tha kbhi,
Tum se milty hi main aur nikhar jata hoon.
Roz khata hoon tujhy yaad na karny ki qasam,
Roz wadon se main apny hi mukar jata hoon.
Mujh ko tmasha bana dia hy muhabat ne teri,
Log kasty hain aawazein main jidhar jata hoon.
Hr gham pe chaya hy muhabat ka dhoka,
Ab koi pyar se bulata hy to dar jata hoon.