Ghuncha
04-12-2010, 09:35 PM
Wo ßakhshta hai gunah e azeem b lkn,
Hmari choti c Neki sanbhal rkhta hai
Hm usay bhol jate hain Roshni mai
wo Tareeki ma b khyal rkhta hai
Jo kbi dair se lotun to meri maa ki tarah
Wo mere Rizq ka Hissa nikal rkhta hai
Gaharo ma jin k diya b nhi hai un k lye
fiza ma chaand sitaray sajaye rkhta hai
Mohabat apne bando se kamal rakhta hai.
Woh ek ALLAH he hai jo apka or mera khayal "Lazawal" rakhta ha.
Hmari choti c Neki sanbhal rkhta hai
Hm usay bhol jate hain Roshni mai
wo Tareeki ma b khyal rkhta hai
Jo kbi dair se lotun to meri maa ki tarah
Wo mere Rizq ka Hissa nikal rkhta hai
Gaharo ma jin k diya b nhi hai un k lye
fiza ma chaand sitaray sajaye rkhta hai
Mohabat apne bando se kamal rakhta hai.
Woh ek ALLAH he hai jo apka or mera khayal "Lazawal" rakhta ha.