Nida-H
11-12-2008, 08:48 PM
Main hosh main tha tu phir oss pay marr gaya kaisay???
Yeh zeher meray lahoo main utar gaya kaisay........???
Kuch oss kay dil main lagavat zaroor thi warna..
Woh mera hath daba ker guzar gaya kaisay..???
Zaroor oss ki tawajjoo ki rehbari ho gi..!!!!!!!
Nashay main tha tu main apnay he ghar gaya kaisay???
Jisay bhulaye kaee saal ho gay doston..
Main aaj oss ki gali say guzar gaya kaisay???