humaa
11-11-2008, 08:27 PM
usey apni zid ki fiker thi..
mujhe apni ana ka khayal tha..
na mil sake hum phir kabhi..
wo hamari mohbaton ka zawal tha..
mere liye uska saath hi sub kuch tha..
us k liye yeh sub mazak tha...
usey bus apni manzilon ki fiker thi..
yahan meri zindagi ka sawal tha..!!!
mujhe apni ana ka khayal tha..
na mil sake hum phir kabhi..
wo hamari mohbaton ka zawal tha..
mere liye uska saath hi sub kuch tha..
us k liye yeh sub mazak tha...
usey bus apni manzilon ki fiker thi..
yahan meri zindagi ka sawal tha..!!!