Ghuncha
03-26-2010, 07:27 PM
Woh umer bhar to saath na nibha saka mera "Ayaan"
Haan yaad ban k kabhi us nay mujhay tanha nahi chora..
Wo ye samajta hy k main hr chery ki talabgar hon
FARAZ
Main dekhti sabhi ko hon bs uski talash main