fog
03-22-2010, 09:09 PM
khatam ho ga zindagi ka ye safar daikh laina
tanha chale jain gay ham daikh laina
zindagi may nhi koi maqam apna
baad marne k ho gi qadar daikh laina
muje abhi koi qalib nhi daita
phoolon se mehke gi qabar mairi daikh laina
tanha hi zindagi may chal rha hoon
janaze may ho ga saara shehar daikh laina
jo ab halaat pe maire muskurate hain
pareshan ho gay in k chehre daikh laina
kuch k sache kuch k jhoote aansu hon gay
kitna ajab ho ga wo manzar daikh laina
tanha chale jain gay ham daikh laina
zindagi may nhi koi maqam apna
baad marne k ho gi qadar daikh laina
muje abhi koi qalib nhi daita
phoolon se mehke gi qabar mairi daikh laina
tanha hi zindagi may chal rha hoon
janaze may ho ga saara shehar daikh laina
jo ab halaat pe maire muskurate hain
pareshan ho gay in k chehre daikh laina
kuch k sache kuch k jhoote aansu hon gay
kitna ajab ho ga wo manzar daikh laina