~wish munda~
03-21-2010, 12:12 AM
America se ek sheikh ne apni maa ki dead body pakistan bheji. Jis k sath letter tha k ama ki dead body aap ko mil gai ho gi,ama ne jo kapron k ooper 2 shirts pehni hyn wo bhaiyon k liye,left hand me jo Ghari hy wo Api k lia,jo 5 socks k jory pehny hyn wo sab k liye,ama k sarhany k nechay jo choclates hyn wo Papu k liye,ama k balon main jo ponyan hyn wo Pinki k liey hain aur agr kisi aur chez ki zaroorat hui to jaldi bata dena abba ki bi halat kharab hai