PDA

View Full Version : Kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha


K@IN@@T
03-15-2010, 05:25 PM
kaghaz kaghaz harf sajaya karta tha

tanhai main shehr basaya karta tha

kesa pagel shakhs hai saari saari raat

deewaron ko dard sunaya karta tha

ro deta tha aap hi apni baaton pr

aur phir khud ko aap hansaya karta tha

jalnay lagti lahu main judai to ro deta

tanhaiyon ki khaak uraya karta tha

chehray se tera rog chhupata to hans deta

ankhon main teri yaad manaya karta tha

kchi umar ka pyar usay le dooba qateel

jo logon ko jeeney k atwaar sikhaya karta tha.....!

SHAYAN
03-15-2010, 05:30 PM
Nyx...

K@IN@@T
03-15-2010, 05:37 PM
Thanx................

Ghuncha
03-20-2010, 03:16 AM
NIce .....

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.