Humaila
11-10-2008, 05:19 PM
Idhar ye nirala udhar wo niraali,
Ye ghumbad e khazra wo roze ki jaali.
Khuda ki nazar me hain dono nirali,
Namaz e husaini azan e bilaali.
Hua hu mai jab se KHUDA ka sawali,
Na ye haath khali na ye haath khali.
Ye ghumbad e khazra wo roze ki jaali.
Khuda ki nazar me hain dono nirali,
Namaz e husaini azan e bilaali.
Hua hu mai jab se KHUDA ka sawali,
Na ye haath khali na ye haath khali.