PDA

View Full Version : Jahil log


Humaila
11-10-2008, 05:17 PM
Rehman k bandey woh hain jo zameen pe aajzi k sath chalte hain aur jahilon se baat cheet k waqt
SALAAM kar k guzar jate hain... Surah FURQAN

....

Kabhi bhi zameen par AKAAR kar mat chalo, tumne issi zameen ke niche jana hai. KHUDA ka khauf karo. ALLAH ne jo dya hai oska shukar karo. Aur dosron ko bhi aapne jaisa samjho.
Yhe daulat yhe ghaar bahr.. Yhe sub yahan hi reh jana hai, le kar jana hai to BUS IMAN..
ALLAH pak hume sidhe raste par chalne ki taufeeq de.. AMEEN..

Diwa
11-10-2008, 05:59 PM
JazkAllah Khair sis

Ajkal zyada yehi hota hai k log dosre se zyada apne apko Kuch zyada hi samjte hain.. Apne ap ko dosre se bohat behtar samjte hain ese jese dosre log koi insan hi nahi.. bass ajkal tu pesa hi pesa hai.. logon ko tu Deen se zyada pese se pyaar ho gya hai.. Kai log tu insaniyat hi bhool gaye hain pese k nashe mein.. issi nashe mein wo ese akaar kar chalte hain k ye zamin b inhun ne pese de kar haridi hai.. bass yehi DUa hai k Eh Allah hum muslim ko apne Deen se sachi mohabbat or pyaar karne ki tofiq ataa farma Ameen Somaameen!!

safa
11-10-2008, 06:03 PM
JazkAllah

Humaila
11-10-2008, 09:40 PM
Thanks4TC Safa sis.. And Diwani ...
U r right Diwani.. Aaj kal yhei hota hai.. Abh INSAANIAT naam ki koi cheez hi nahi hai.. Paisa hai to sub kuch hai..
Lekin aise sochna kya sahi hai ??.. NOPPE.. Yhe paisa kitni deer humarey paas rahey gha??-. 1 din.. 2 din yha phir 2-3- sal.. Bus.. Lekin JO IMAAN hai.. Woh iss dunya mein aur akhiraat mein kam aygha.. :)..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.