PDA

View Full Version : Namaz!


Diwa
11-10-2008, 04:18 PM
Namz ki Barkten:


Namaz deen ka soton hei

Namaz Allah (swa) ki hushnodi ka sbab hei

Namaz se rehmat nazil hoti hei

Namaz se guna muaf hote hein

Namaz se roozi mein barkat hoti hei

Namaz handeri kabar ka shurag hei

Namaz azabe kabar se bchati hei

Namaz Janaat ki konchi hei

Namaz mite mite Aqa (sllalaho alihe walehi waslam) ki ankon ki tandak hei

Namazi ko pyare sarkar (sllalaho alihe walehi waslam)ki shfat nasib ho gay

Namazi ke lyse sab se bardi nemaat ye hai ke use broze qyamet ke din Alllah (swa) ka deedar ho ga.


Hadis sharif mein aya hei ke jab banda Namaz mein karda hota hei aur Allah (swa) apne aur os ke darmean se parda ota deta hei aur os ko apne samne kar leta hei aur frishte os ke kande se le kar hala tak karde ho jate hen aur os ki Namaz ke sat Namaz pard te hen. Aur os ki dua ke sat ameen kehte hen. Aur Namazi par asman se lekar aur os ke sar ki mang tak nekian barsti hein. Namazi ke lye asman ke darwaze khol die jaten hein. Allah (swa) apne frishton par aur namzi ke sadiq wa ihlas se fahr karten hen.


* Namazi jab namaz ke lye kharda hota hei to us ke sar se le kar asman tak rehmte illahi ki gta cha jati hei.

* Frishte namazi ke kadmon se lekar asman tak us ke charo tarf jama hote hein

* Ek frishta pokarta hei " A namazi! agar to dek le ke to kis se baten kar raha hei to kabi namaz se hatna psand hi na kare...


Hazrat Abozar Gifari (R.A.A) farmaten hen ke Sarkare madina (sallaho alihi walihiwaslam) sardion ke masom mein bahar tashrif lae aur drhton ke patte jarte te. Ap ne ek drahat ki do shahian pakrd kar inhe hilaya to patte in se jardne lage. Hazrat Muhammad (sallaho alihi walihiwaslam) ne farmaya " A Abozar" (R.A.A) mein en araz kia, mein hazir hon A Allah ke Rasool to ap ne farmya " Jab muslman banda Namaz pardta hei aur Allah tbarkta wa tala ki rizamandi ka irada karta hei to os se guna is tara girte hein jese drahat se patte jarte hen.

Humaila
11-10-2008, 04:24 PM
JAZAKHALLAH.. Bohat hi achi sharing hai sis..
Bus humey NAMAZ ka matlab pata hoon.. key namaz parney sey kitnaa sukoon milta hai.. Aur aaj kal ziada thaar SUKOON MUSIC mein dhoondatey hai.. movies mein.. etc etc.. Halankey sukoon to NAMAZ mein.. Jub insaan namaz partha hai to insaan ko aisa mehsoos hota hai jaise insaan URRH raha hoon.. Aur ALLAH(swt) key aour qareeb mehsoos karta hai..
Issilye humey NAMAZ kabhi nahi chorni chahie.. ..
ALLAH(swt) hum sub ko namaz parney ki tofeeq de.. AMIN

Diwa
11-10-2008, 04:32 PM
ALLAH(swt) hum sub ko namaz parney ki tofeeq de.. AMIN

Ameen!!!
Thanx sis.. allhumdullha k apko ye topic acha laga.. waqya hi ajkal hum sakoon un cheezon mein donte hain jahan se humein kabi b mil nahi sakta.. sakoon tu Namaz mein hai skoon tu Allah ki batoon mein hai.. sakoon tu 30 parro mein hai.. wo hi hai humara sab kuch bass hum bole hue hai use us Rabb ko jo humare intazzar mein hai k kab mera banda mere lye karda ho ga kab baten kare ga muj se kab muj se mange ga.. tu main ise doonn.. Kasam se agar hum DIL se namaz ada karne lage tu humen balke sab ko pata chale k real.. SKOON kya hota hai.. esa lagta hai k sari preshania hud baa hud hi thik ho jaaen gy.. kiun k mere pas mera Rabb hai.. wo mere sath hai har time har lamha.. har paal..!! May Allah Bless U All.. ameen!!

safa
11-10-2008, 04:34 PM
jazakallah

Diwa
11-10-2008, 04:36 PM
jazakallah

Allhumdullha.. thanx

AYAZ
11-10-2008, 04:39 PM
Jazak allah

Diwa
11-10-2008, 04:43 PM
Jazak allah


Allhumdullha.. thnx bhai

Ali jee
11-11-2008, 05:53 PM
jazak ALLHA ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Diwa
11-11-2008, 05:56 PM
Allhumdulilha thanx

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.