ROSE
03-08-2010, 05:57 PM
Ik dafa Hazrat Musa (aleh-e-salam) ne ALLAH se kaha:"Kia acha hota ager char chizen hoti or char chizen na hoti?"
1. Zindagi hoti, mout na hoti...
2.Janat hoti, dazaq na hoti...
3.Ameeri hoti, gharibi na hoti...
4.Tandroosti hoti, bimari na hoti...
Ghaeb se awaz aai:" Ae Musa! Ager zindagi hoti, mout nahoti to Mera didar kaise hota. Ager janat hoti, dazaq na hoti to Meray azab se kon darta. Ager ameeri hoti, gharibi na hoti to Mera shoker kon ada karta. Ager tandroosti hoti, bimari na hoti to Moje yad kon karta...."
Jab ye batay Hazrat Musa (aleh-e-salam) ne soni to kaha:"Ae ALLAH! beshak TERE har kaam main koi na koi hikamt zaror hoti hai."