ROSE
03-07-2010, 04:38 PM
jab aasmaaan sitaron ki mehfil sajata hai
jab chaand apni chandni ke sang jhoomta hai
jab sara alam neand ki khamoshi mai hota hai
bohat yaad ata hai ik shakhs...................
jab dil be waja machalta hai
jab sooraj dharti ko apni kirno se sajata hai
jab koi aur mujh per apna haq jatata hai

jab shabnam ka qatra kisi phool per girta hai
jab baadal zameen per barasta hai
jab koi bhi kisi ko galey lagata hai

jab koi siaah kapraa mujh per jachta hai
jab kisi aur ki aankhon se peyaar chalakta hai
jab be waja koi mujhay apna samajta hai
bohat yaad ata hai ik shaks....................
jab raat ka koi pehar mujh ko jagata hai
jab din mai thandi hawaa ka jonkaa ata hai
jab aansoo meri palkon pey thehar jata hai
bohat yaad ata hai ik shakhs.................