Zafina
03-06-2010, 04:17 PM
dil jalane ki baat karte hai,
log aashiyaane ki baat karte hai,
humko aaj kal apni khabar nahi hai yaaron,
Aur log sarey zamane ki baat karte hai,
aansuon ko rok kar zindagi ji rahey hai,
log lekin muskurane ki baat karte hai,
haste hai nakaam kismat ko dhekkar,
wo mein hi hu, log jis deewane ki baat karte hai,
Khushi aana kuch namumkin sa lag raha hai,
log jis tarah se meri taqdeer ujad jaane ki baat karte hai