Shaam
03-02-2010, 04:29 PM
daraz qamat ke jaisey saro haseen khara ho chaman mei koi
sab khurami kei jaisey barbat sa baj raha ho badan mei koi
nazar utha kei jo dekhle tou fiza mei jaisey sharab barse
terei tasawwar mei asmaan sei ruway gulab barse
ghaneri zulfo mei goond laai ho amawas ki raat jaisey
siyah balo mei mang aisey bichi ho neher e faraat jaisey
haseen garden kei bilor ki suraahi dhari ho koi
nasheeli ankhein jin mei sharaab jaisey bhari ho koi
haseen hatho chooryo kei rang jaisey dhanak pari ho
hathelio pei hina kei marmar pei jaisey shafaq jari ho
hay mukhtasir yah kei dasht e fitrat ka akhri shakaar hai tu
roshan rawish jis sei ho moattar wo gunganti bahar hai tu
mei apni kismat pei naaz karta hoo kei tujh sei wabastigi hai mujh ko
baja hi kahtey hain jo yeh kahtey hain kitni wariftigi hai mujh ko